Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home Tina Munim
Home Tina Munim
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


are sasu tirath are sarura tirath sasu tirath sarura tirath tirath saala saali hai are duniya ke sab tirath jhoote chaaro dhaam gharwali hai are chaaron dhaam gharwali hai sasu tirath sasura tirath tirath saala saali hai are duniya ke sab tirath jhoote chaaro dhaam gharwali hai are chaaron dhaam gharwali hai biwi jab roothe to yaad aati hai saali biwi jab roothe to yaad aati hai saali saali jija ko pyaari hai wo gori ho ya kaali lekin apni kismat mein to saala hai na saali hai are chaaron dhaam gharwali hai chaaron dhaam gharwali hai are sasu tirath aah aah sasura tirath tirath saala saali hai are duniya ke sab tirath jhoote chaaron dhaam gharwali hai are chaaron dhaam gharwali hai biwi to achchhi wo hoti jo nakhre wali biwi to achchhi wo hoti jo nakhre wali phoolon se pyaari lagti hai jab jab deti hai gaali twaddi to saanu pata nahin par saddi te makhna wali hai are chaaron dhaam gharwali hai chaaron dhaam gharwali hai are sasu tirath are sasura tirath tirath
shayad meri shaadi ka khayaal shayad meri shaadi ka khayaal dil mein aaya hai isiliye mummy ne meri tumhen chai pe bulaya hai shayad meri shaadi ka khayaal shayad meri shaadi ka khayaal dil mein aaya hai isiliye mummy ne meri tumhen chai pe bulaya hai panchhi akela dekh mujhe panchhi akela dekh mujhe ye jaal bichaya hai isiliye mummy ne teri mujhe chai pe bulaya hai theek tum chaar baje ghar chale aana mera haath maang lena zara na sharmana theek tum chaar baje ghar chale aana mera haath maang lena zara na sharmana saat phere mere sang sapne dekh rahi ho khili huyi dhoop mein taare dekh rahi ho nahin nahin baba chai nahin peena tauba meri tauba maaf kar dena inhi adaaon par to haaye apna dil aaya hai isiliye mummy ne meri tumhen chai pe bulaya hai na na na na na na na panchhi akela dekh mujhe ye jaal bichaya hai isiliye mummy ne teri mujhe chai pe bulaya hai aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa la lala lala laa dillagi na karo chhedo na humko sanam haan kaho ghar chalo tumko
suniye kahiye kahiye suniye suniye kahiye kahiye na suniye kahte sunte baaton baaton mein pyaar ho jaayega suniye kahiye kahiye suniye suniye kahiye kahiye na suniye kahte sunte baaton baaton mein pyaar ho jaayega pyaar ho jaayega ye pehli nazar ka uff kya asar hai tumhaari kasam dagmagaaye se hum hain lala la lara la lala la lara la nahin jispe kaaboo ye hai kaisa jaadoo mere liye to sach bhi bharam hai suniye kahiye kahiye suniye suniye kahiye kahiye na suniye kahte sunte baaton baaton mein pyaar ho jaayega pyaar ho jaayega ghata chaand bijli barkha pawan mein shamil ho tum meri har kalpna mein taareef meri itni karo na udne lagoon main kahin aasmaan mein suniye kahiye kahiye suniye suniye kahiye haan haan suniye kahte sunte baaton baaton mein pyaar ho jaayega pyaar ho jaayega tumhaari ada hai wo sabse juda hai chaha hai tum ko isi waaste hum bekhbar hain tum besabar ho uspe hai dekho naye raaste suniye kahiye kahiye suniye suniye kahiye kahiye suniye kahte sunte
tere liye palkon ki jhallar bunu kaliyon sa gajre mein bandhe phiron dhoop lage jahan tujhe chhaaya banu aaja saajna tere liye palkon ki jhallar bunu kaliyon sa gajre mein bandhe phiron dhoop lage jahan tujhe chhaaya banu aaja saajna heyyy tere liye palkon ki jhallar bunu mehki mehki ye raat hai behki behki har baat hai laazo marun jhoome jiya kaise ye main kahun aaja saajna mehki mehki ye raat hai behki behki har baat hai laazo marun jhoome jiya kaise ye main kahun aaja saajna heyyy tere liye palkon ki jhallar bunu kaliyon sa gajre mein bandhe phiron dhoop lage jahan tujhe chhaaya banu aaja saajna heyyy tere liye palkon ki jhallar bunu naya naya sansaar hai tu hi mera gharbaar hai jaisa rakhe khushi khushi waise hi main rahun aaja saajna naya naya sansaar hai tu hi mera gharbaar hai jaisa rakhe khushi khushi waise hi main rahun aaja saajna heyyy tere liye palkon ki jhallar bunu kaliyon sa gajre mein bandhe phiron dhoop lage jahan tujhe chhaaya banu aaja saajna
tu pee aur jee tu jee aur pee sardi mein jab piyoge yaaro sardi mein jab piyoge yaaro garam kot ban jayega ye aayi garmi to madira jal thandak tumko pahunchayega are rang bharega sapnon mein aankho mein jab ye bus jayega man to tere meet tera bus yahin kahin pe mil jayega kahe ko tu phire akela are kahe ko tu phire akela dekh zara maujon ka mela aa tu bhi aaj lahra are aao na akele kabhi raho na akele kabhi sabhi se ye kahe ye kavi ke upar niche aage pichhe chhayi kaisi masti zara pee aur jee ye gujrati wo bangali ye gujrati wo bangali ye dilwala wo dilwali main desi hoon tu pardesi phir bhi dhadkan hai ik jaisi ye madrasi wo punjabi har taale ki hai ik chabi pyaar ke mare sab bechare gore kale ye matwale worker ho ya malik mil ka are worker ho ya malik mil ka raat ka pyasa bhukha din ka aa tu aa na ghabra are udhar na chadhao kabhi paise saath laao abhi abhi ye dukan hai khuli ke pahli pahli bikri meri bechoo main to sasti zara pee aur jee ghar walon ki yaad
uthe sab ke kadam dekho rum pum pum uthe sab ke kadam dekho rum pum pum aji aise geet gaaya karo kabhi khushi kabhi ghum tara rum pum pum hanso aur hansaya karo uthe sab ke kadam dekho rum pum pum aji aise geet gaaya karo kabhi khushi kabhi ghum tara rum pum pum hanso aur hansaya karo la la lala la la aaaa yayi yayi yaa la la la la woh pyaare din aur woh pyaari raaten yaad humen hai wo mulaaqaten nahin koi ghum mujhe nahin hai geela zindagi ki raahon mein mila hai jab se tum ho mere humdum shabnam hum hai aur tum shola ban jaaya karo kabhi khushi kabhi ghum tara rum pum pum hanso aur hansaya karo uthe sab ke kadam dekho rum pum pum aji aise geet gaaya karo kabhi khushi kabhi ghum tara rum pum pum hanso aur hansaya karo la la lala la la aaaa yayi yayi yaa la la la la rup naya hai rang naya hai jeene ka to jaane kahaan dhang gaya hai kise hai fikar kise kya pasand pyaar ke jahaan mein razaamand jab hum tum tum hum ban gaye hai sanam bedhadak mere ghar aaya karo kabhi
wo nazar leke wo nazar leke rahi dil tana na haiya hu wo nazar leke rahi dil tana na haiya hu lut gaye lut gaye hum sare mehfil tana na haiya hu uuuuu hay thaam ke baithe hain jo dil tana na haiya hu thaam ke baithe hain jo dil tana na haiya hu hai yahi hai yahi to mere kaatil tana na haiya hu uuu hay wo nazar leke rahi dil tana na haiya hu kis liye tez hawaaon mein jalaya hai charag kabhi paoge na tum khoye huye dil ka surag uska pana to hai mushkil uska pana to hai mushkil tana na haiya hu uuuu hay wo nazar leke rahi dil tana na haiya hu aaaa aaaa aaaaa aapke dil me nazar aate the yun hi kai daag aise daagi ka bhala payenge kya aap surag wo na tha wo na tha pyaar ke kaabil tana na haiya hu uuuu hay thaam ke baithe hain jo dil tana na haiya hu unko dekho koi aur unki adayen dekho ek zara sar ko jo sharma ke jhukayen dekho bijliyaan kyun na wo hans hans ke girayen dekho unpe kurbaan hai mehfil unpe kurbaan hai mehfil tana na haiya hu uuuu hay wo nazar leke rahi dil
danke pe chot padi hai saamne fauj khadi hai danke pe chot padi hai saamne fauj khadi hai krishan ne kaha arjun se na pyaar jata dushman se yudh kar yudh kar yudh kar yudh kar aahaaa ha ha ha ha ha haaa danke pe chot padi hai saamne fauj khadi hai danke pe chot padi hai saamne fauj khadi hai hooo krishan ne kaha arjun se na pyaar jata dushman se yudh kar haan yudh kar ho yudh kar yudh kar danke pe chot padi hai haa saamne fauj khadi hai ho krishan ne kaha arjun se na pyaar jata dushman se yudh kar haan yudh kar ho yudh kar yudh kar hooohooo ooo hooo ooo oo sadiyo pahle ki ye kahani aaj zubaan par aayi hai aaj zubaan par aayi hai aaj ki raat na jane kya ho shaam khabar ye layi hai shaam khabar ye layi hai tere imtihaan ki ye ghadi hai saamne maut khadi hai tere imtihaan ki ye ghadi hai saamne maut khadi hai hoo krishan ne kaha arjun se na pyaar jata dushman se yudh kar haan yudh kar ho yudh kar yudh kar hoohooo ooo ooo ooo oo duniya wale tab jhukte han pyaar ki
zindagi aye zindagi dekh meri bebasi zindagi aye zindagi dekh meri bebasi zindagi aye zindagi dekh meri bebasi mere har sawaal ka tu jawaab de yaa to mujhe zehar de yaa sharaab de tu sharaab de zindagi aye zindagi dekh meri bebasi aansoon ban ke main kabhi aankh se naa beh sakun munh se kuchh naa keh sakun aur chup na reh sakun itne ghum na de mujhe main na jinko seh sakun meri khushiyaan kya huyi kuchh hisaab de yaa to mujhe zehar de yaa sharaab de tu sharaab de zindagi aye zindagi dekh meri bebasi apne aap se khafa kar diya naseeb ne mujhko apno se juda kar diya naseeb ne har dua ko badduaa kar diya naseeb ne chhin gaye hain mujhse jo waapas wo khaab de yaa to mujhe zehar de yaa sharaab de tu sharaab de zindagi aye zindagi dekh meri bebasi mere har sawaal ka tu jawaab de yaa to mujhe zehar de yaa sharaab de tu sharaab de zindagi aye zindagi dekh meri bebasi
zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi ghum ka sagar bhi hai hans ke us paar jana padega jiska jitna ho aanchal yahan par usko saugaat utni milegi lala la lala la la la la la la la la jiska jitna ho aanchal yahan par usko saugaat utni milegi phool jeevan mein gar na khile to kanton se bhi nibhana padega zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega hai agar door manzil to kya rasta bhi hai mushkil to kya lala la lala la la la la la la la la hai agar door manzil to kya rasta bhi hai mushkil to kya raat taaron bhari na mile to dil ka deepak jalana padega zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi ek paheli bhi hai sukh dukh ki saheli bhi hai lala la lala la la la la la la la la zindagi ek paheli bhi hai sukh dukh ki saheli bhi hai zindagi ek vachan bhi to hai jise sabko nibhana padega zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi ghum ka sagar bhi
zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi ghum ka sagar bhi hai hans ke uspaar jaana padega zindagi ek ehsaas hai toote dil ki koi aas hai zindagi ek ehsaas hai toote dil ki koi aas hai zindagi ek banwaas hai kaat kar sabko jaana padega zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi bewafa hai to kya apne ruthe hai humse to kya zindagi bewafa hai to kya apne ruthe hai humse to kya haath mein haath na ho to kya saath phir bhi nibhana padega zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi ek muskaan hai dard ki koi pehchaan hai zindagi ek muskaan hai dard ki koi pehchaan hai zindagi ek mehmaan hai chhod sansaar jaana padega zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi ghum ka sagar bhi hai hans ke uspaar jaana padega
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Sasu Tirath Sasura Tirath Souten (1983) 05:08 20154
 
Poster of Souten (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Tina Munim
Duration : 05:08   Song Number : 20154   

Shayad Meri Shaadi Ka Khayaal Souten (1983) 06:27 21231
 
Poster of Souten (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Tina Munim
Duration : 06:27   Song Number : 21231   

Suniye Kahiye Kahiye Baton Baton Mein (1979) 05:07 21264
 
Poster of Baton Baton Mein (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Amol Palekar, Tina Munim
Duration : 05:07   Song Number : 21264   

Tere Liye Palkon Ki Harjaee (1981) 05:33 15145
 
Poster of Harjaee (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Nida
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Tina Munim
Duration : 05:33   Song Number : 15145   

Tu Pee Aur Jee Des Pardes (1978) 06:09 21341
 
Poster of Des Pardes (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Tina Munim
Duration : 06:09   Song Number : 21341   

Uthe Sab Ke Kadam Baton Baton Mein (1979) 04:23 21397
 
Poster of Baton Baton Mein (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Amol Palekar, Tina Munim
Duration : 04:23   Song Number : 21397   

Wo Nazar Leke Suraag (1982) 05:52 32524
 
Poster of Suraag (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Tina Munim
Duration : 05:52   Song Number : 32524   

Yudh Kar Yudh Kar Yudh (1985) 06:48 32296
 
Poster of Yudh (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Jackie Shroff, Tina Munim
Duration : 06:48   Song Number : 32296   

Zindagi Aye Zindagi Yudh (1985) 03:39 18398
 
Poster of Yudh (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jackie Shroff, Anil Kapoor, Tina Munim
Duration : 03:39   Song Number : 18398   

Zindagi Pyaar Ka Geet (Female) Souten (1983) 05:33 19152
 
Poster of Souten (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 05:33   Song Number : 19152   

Zindagi Pyaar Ka Geet (Male) Souten (1983) 04:49 21511
 
Poster of Souten (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 04:49   Song Number : 21511   
Karaoke Songs of Tina Munim, Sad Songs of Tina Munim, Love Songs of Tina Munim, Dance Songs of Tina Munim, Hip-hop songs of Tina Munim, Best songs of Tina Munim, Super hit songs of Tina Munim, hit songs of Tina Munim, duet songs of Tina Munim, solo songs of Tina Munim, old songs of Tina Munim, famous songs of Tina Munim, Hindi Karaoke Songs of Tina Munim, Hindi Sad Songs of Tina Munim, Hindi Love Songs of Tina Munim, Hindi Dance Songs of Tina Munim, Hindi Hip-hop songs of Tina Munim, best Hindi songs of Tina Munim, super hit Hindi songs of Tina Munim, hit Hindi songs of Tina Munim, duet Hindi songs of Tina Munim, solo Hindi songs of Tina Munim, old Hindi songs of Tina Munim, famous Hindi songs of Tina Munim, Sing Along Songs of Tina Munim, Sing Along Sad Songs of Tina Munim, Sing Along Love Songs of Tina Munim, Sing Along Dance Songs of Tina Munim, Sing Along Hip-hop songs of Tina Munim, Sing Along Best songs of Tina Munim, Sing Along Super hit songs of Tina Munim, Sing Along hit songs of Tina Munim, Sing Along duet songs of Tina Munim, Sing Along solo songs of Tina Munim, Sing Along old songs of Tina Munim, Sing Along famous songs of Tina Munim